Monday, September 2, 2013

Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai

Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai
Jisme beeta hua kal nazar aata hai
Bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye
Aur waqt sab kuch ley kar guzar jata hai…