Saturday, August 3, 2013

Woh keh rahi thi Samndar

Woh keh rahi thi
Samndar naheen hain
Aankhain hain

Main un main
doob gaya
aitebaar kartey kartey...