Monday, August 26, 2013

Us ne Kaha! Tum mein pehley jaisi baat naheen

Us ne kaha!
Tum mein pehle jesi baat nahi

Main ne kaha!
Zindagi mein tera sath nahi

Us ne kaha!
Kya ab bhi kisi ki ankhon mein doob jatay ho?

Main ne kaha!
Her aankh mein wo baat nahi


Us ne kaha!
Kyon itna toot kar chaha tha mujhe?

Main ne kaha!
Insan hon pathar zaat nahi

Us ne kaha!
Kya main bewafa hon?

Main ne kaha!
naheen mgr Mujhe ab wafa ki talash nahi!

Us ne kaha!
Bhool jana mujhko

Main ne kaha!
Tum “ZINDGI” ho koi “khAWAB”nahi.


Just 4U