Youn tou humen roney ka shauq naheen par
ashkon ko ankhon main chupa na sakey,
Har saans jiske nam thi usko
baahon me basa na sake,
U to har farz ada karte rahey par
faasly jo darmiyan the mita na sake,
Kuch un-suljhe the sawal
jo hum suljha na sake,
Shayad yehi anjam hona tha
mere pyar ka,
Hum khud ki muhabbat Ko
bacha na sake.
ashkon ko ankhon main chupa na sakey,
Har saans jiske nam thi usko
baahon me basa na sake,
U to har farz ada karte rahey par
faasly jo darmiyan the mita na sake,
Kuch un-suljhe the sawal
jo hum suljha na sake,
Shayad yehi anjam hona tha
mere pyar ka,
Hum khud ki muhabbat Ko
bacha na sake.